haan! hum chai se wajan v ghata sakte hai.
waise to chai to sabhi desho me piya jata hai. sab jagah iske naam v alag hote hai. magar chai k
mamle india me sbse jada consume ki jaati hai
waise to chai bohot se bimariyon k liye faydeman hai.jaise yeh heart ki health ko improve karta hai
digestion v acha karta h , aur cancer jaise khatarnak bimariyon ko v door karta hai
chai ki bohot si benefit hum utha sakte hai bas hum uska istmal sahi tarike se karna ki jarrorat hai
hum chai se wajan ( weight loss) v kar sakte hai agar hum usse sahi direction se banaye
1. sugar ka consumtion kam kare - chinni ek table spoon k jagah ek tea spoon ka use kare
1 table spoon = 3* tea spoon
1 table spoon me 15 gram chini aata hai = 48 calorie
1 tea spoon = 4.2 gram chinni aata hai = 16 caloreie
aur agar hum dhin bhar me 3 cup use karte hai iska matlab hum dhin bhar me 200 calorie use kr rahe h
sugar jo fructose hota hai tb hamara liver usse fat me change kar deta haiaur phir woh blood me aa jata hai jisse hamare
body fat badhta hai . aur phir usse weight badh jata hai.
2. masala chai ka use kare ..matlab chai banane se pehle masala jarror dale
masala= ( dalchinni+ elaichi+soph+ long+ginger + tulsi) jo hamare chai me anti-oxidant ki matra ko badha deta hai
aur dudh low fat wala use kare . yeh sabh masale ki alag hi fyede hai.
3 aur agar chai me dudh na dale to yeh aur v fayde karenge..
kudrat ne hame bohot se aushadhi ka wardan diya hai. bas hame jarrorat hai sahi disha ki . aur sahi guidance ki
aur jankari ki.
chai k sabse bhadiya brand jo hum use kar sakte hai