20200514

easy tips for weight loss

obesity ya motapa ek aisa stage hai jisme log apne body me bohot jada fat jama kar lete hai.
jadatar log jada khana jada  khane se ya galat khan peen se, koi v exercise na karne se logo ki wajan tezzi se badhti jati hai, jisse logo me confidence khota jaata hai, aur kai sari bimariya sharir me aa jata hai




 fat loss karna ek food science jisse hume ache khana ka decision lena hai ki kya khae aur kya na khai jisse hamara fat loss ho
exercise se hum 20%- 30% tak fat loss kar sakte hai magar 70% -80% fat loss hamare diet se hoti hai
kuch asaan se chige jisse apko roz k dincharya ko paalan karen jisse fat loss ho jai aasan tarike se

1 . atayadhik bhojan
 sabse pehle apne BMR (BASAL METABOLIC RATE) calculate kare . woh apke age, weight, aur height pr nirbhar karti hai. jo v apka BMR aaye usse aap 1.3 se gunna kare. aur wahi apki har din ka calorie hona chaiye. aur us calorie ko aap 5 meal me baat le.
.2. subha k naste me hamesha high protien diet lkene ka kosis kare high protien hamesa fat ko cut karta 
hai muscles gain karta hai high protien = egg, chicken, 'fish aur veg source k liye - rajma, channa, dal

                                                         best protien diet                                                   


3. water- Khana khane k har 1 ya 1.2 ghanta pehle pani piye yeh v apke weight loss karne me help kare


 





4  Apne khane me salad add jarror kare- WHO k anusar salad me high fibre hota hai jo weight loss me sabse jada kaam karta h . jb jada bhook lage aap salad kha sakte hai
salad= tamatar+ khira + bandhgobi ( cabbage) + brocli + palak (spinach)


5 apne khane me fruits add kare especially --- oranges ( santra), papita ( papaya), tarbooj (watermelon)
 kiwi aur apple  



Intermittent fastingIntermittent Fasting में आपको 4 से 8 घंटे का समय मिलता है जिसमें खा सकते हैं. इसके अलावा आप Intermittent Fasting में कम कैलोरी वाले फूड और हल्के पेय पदार्थ का ही सेवन कर सकते हैं. इसमें कम कैलोरी वाली सब्जियों के अलावा सूप, चाय, कॉफी और नारियल पानी को शामिल किया जाता है.

No comments:

Post a Comment